Notes
Notes - notes.io |
0= REMINDER..
Ye apke jawab dene ke liye ek reminder hai.
0= ASKING EMAIL..
Sir/ Mam, kya aap mujhe apne Email id bta sakte hain taki hum apko aage bhe update kar sake .
0= FOR ELABRATE [IF CONCERN NOT CLEAR..]
kirpaya aapko jo problem ka samana krna padd rha hai usko vistar ma btaye taaki main aapke behatar sahaayata kar sakoon!
0= IF DETAILS ARE WRONG
Jo apne details di hai mai us se koi jaankari nai check kar paa rha hoon, Apse request hai ki aap mujhe correct details provide krwaye taki mai apki behtar sahayta kar saku.
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
1= OPENING..
Namaskar, Main Varsha. Aapki kis prakar sahayta kar sakti hun?
Namaskar, Main Varsha. Aapse request hai ki aap mujhe apki order number/sub order number/registered contact number share karein jisse main aapki behtar sahayata kar sakun.
Namaskar, Main Varsha. Aap mujhe thora samay dijiye taki main jankari check kr sku. Nischint rhe apki puri sahayta ki jayegi.
2= ASKING DETAIL..
A= Bilkul aapki help ki jaayegi, Aapse request hai ki aap apna order number/sub order number/registered contact number share karein jisse main aapki behtar sahayata kar sakun.
B= Bilkul aapki help ki jaayegi, Apse request hai aap apni register details share kare taa ki mai order ki detail check kar pau?
C= Bilkul aapki help ki jaayegi, Aapse request hai ki aap apna registered contact number share karein jisse main aapki behtar sahayata kar sakun.
3=THANKS..
Details dene ke liye dhanyawad. Aap mujhe thoda samay dijiye taki main apke order ki jankari check kr sku.
3.5 = FOR CONFIRMING ORDER
Order confirm krwane ke liye dhanwayaad. Aap mujhe kuch samay dijiye taki apke order ki jankari check ki ja ske.
4= HOLD 1..
Aap mujhe kuch samay dijiye taki apke order ki jankari check ki ja ske.
5= HOLD 2..
Maafi chahungi jankari check krne me thoda samay lg rha hai, Please mujhe thoda aur samay dijiye.
6= UNHOLD..
Hum apki patience ka maan krte hai.
7= FURTHER ASSISTANCE..
A= Kya iske alawa main apki aur koi sahayta kar sakti hun?
B= Kya mai apki snapdeal ke sambhandit koi aur help kar skti hoon, Mujhe behad khushi hogi?
8= COMPLAINT CLOSING..
Asuvidha ke liye khed hai. Nishchint rahe, is par dhyaan diya jaega. humein sampark karne ke liye dhanyavaad! Apka din shubh rhe.
9= NORMAL QUERY CLOSING..[ GLAD CLOSING]
Apki help krne me mujhe khushi hui! Humse baat karne ke liye dhanyavaad! Surakshit rahen aur apka samay shubh rhe.
10= NO RESPONSE CLOSING..
Apke taraf se koi jawab na aane ki wajah se hum ye baatchit yahin band kr rhe hai. Aap humse phir se sampark kar sakte hain. Surakshit rahen aur apka din shubh rhe.
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
11= CUSTOMER CARE [ WHEN CX ASK FOR CALL]
Covid-19 mahamari ke failure ke chlte apne employees ke suvaasth aur suraksha ke maddenajar rakhkar humne apne graahak seva kendr ko asthayi roop se band kar diya hai. Apse request krte h aap humein Whatsapp ke dwara apni complaint/help/feedback ke liye contact kre.
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
13= WHERE IS MY ORDER SECNARIOS...
1= (Not Shipped WITHIN PDD)
Sir Mam, Apke order ki delivery date 24 May hai aur koshish krungi ki jldi hi dispatch kr diya jaye or hum apko Email/SMS ke dwara eske regarding update karenge .
2= (Shipped WITHIN PDD )
Sir / Mam, jaisa ki check kiya gaya hai, aapaka order transit mein hai. Mai case manager hoon apka is concern k liye aur poore koshish rahege apka order apko (--) tak deliverd karwaya jae.
3= [CX WANT Urgent delivery]
Sir/Mam, Mai apki urgent delivery ke request lai rahi hoon, Mai case manager hoon apka is concern k liye aur poore koshish karenge ke apka order apko jaldh se jaldh deliver krwa deya jae.
App apna order es link par click karke track kar sakte hain.
https://m.snapdeal.com/myorders
4= ( IF ORDER LATE BEYOND DATE IF ORDER NOT SHIPPED)
Sir / Mam, Maafi chahunga apke order ke dispatch mai dere hue hai. Hum aapake leyai samay par delivery ke mehatv ko samjte hain, Mai case manager hoon apka is concern k liye, Isliye nischunt rahe poore koshish rahegi ki apko product ki delivery jaldh se jaldh karwae jae, Ek baar jese he apka order dispatch hoga hum apko email/sms mai eske regarding update karenge. Humare poore kosish rahege ke apka order apko (----) delivered karwa deya jae. Please ap 24 to 48 hour ka wait kijiye apko update aa jaega.
Asuvidha ke liye khed hai.
5= ORDER DELIVERY DATE IS BREACHED ORDER SHIPPED
Maafi chahte hai, Apka order late deliver kiya jayega. Hum apke liye samay par delivery ke mehatv ko samjhte hain. Jaisa ki check kr pa rhi hu, aapka order transit mein hai. Mai case manager hoon apka is concern k liye aur koshish kr rhe hai ki apka order jldi deliver kr diya jaye ! Please ap 24 to 48 hour ka wait kijiye apko update aa jaega.
Asuvidha ke liye khed hai.
6= NON ESSENTIAL = STUCK AT COURIER
Sir / Mam, Hum aapake leyai samay par delivery ke ke mehatv ko samjte hain, Asuvidha ke liye khed hai. Mai apko btana chahungi ke humne sarkaar dwara deyai gae nirdesho ke anusaar graahakon ko seva dena shuru kar diya hai. Mai case manager hoon apka is concern k liye aur puri koshish krunga ki apaka order jald se jald deliverd kiya ja sake . Please ap 24 to 48 hour ka wait kijiye apko update aa jaega.
Asuvidha ke liye khed hai.
App apna order es link par click karke trackk kar sakte hain. https://m.snapdeal.com/myorders
9= CX ASKING EXCAT DATE
Sir Mam, Apko koi exact date ki commitment ni kr payenge. Par aap nischint rahe hmari team poori koshish kar rahi hai taki apke product ke delivery jald se jald karwayi ja ske. Hum apko Email/SMS ke dwara eske regarding update karenge
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
16 = REFUND SECNARIO..
1= WITHIN TAT
Sir/Mam, Jesa ke check kar paa rahi hoon apka amount hmarae tarf se <transfer date > ko initate kiya gae hai.Apka bank apke account mai show karene ke leyai adhiktam samay (TAt ) leta hain. Chinta mat kijeyai sir/ mam, apka amount jaldh he apke account mai bhe show ho jaega .Agar apko deyai gae samay ke andr apka refund apke account mai show nahi hota to aap hame sampark kare ham apke help karenge , Hume apke help karne mai behadh khushi hoge.
2 = OUTSIDE TAT..
Sir/Mam, Jesa ke check kar paa rahi hoon apka amount humare tarf se (initite date) ko initate kiya gya hai.Maafi chahunga abhi tak apke account mai apka amount show nahi hua hai . Apse request karungi please aap ek baar apne bank se eske regarding contact kare es reference no. ke sath (------) Agar bank se apko eske regarding help na mile to aap please hamse dubara contact kejeyai apke help ki jaege , Hume behdh khushi hoge apke help karne mai .
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
17 = FAKE..
Snapdeal ki taraf se kabhi bhi paise ki demand nahi ki jati he. Main aapko batana chahungi ki ye calls aur messages Snapdeal ki taraf se nahi kiye gaye hai ye sabhi fake calls hain. Aapse request karungi ki aap inhe ignore kijiye kyuki Snapdeal ki taraf se koi bhi offer aapko call ke through nahi bataya jata hai. Hamare sabhi offers aapko website/app par hi show kartein hain or please app enke sath apne koe bhe personal ya account details share mat kejeyaiga .
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
18= CANCELLATION SECNARIO
1= WANT TO CANCEL ASKING REASON FOR CANCELTION.
Maafi chahunga ki aap is order ko cancel krna chahte hai ! Kya mai jaan skta hoon ki aap is order ko cancel ku krna chahte hai, Kuki ye humara one of the best selling product m se ek hai aur mujhe pura vishwas hai apko ye pasand bhi aaega.
2= WANT TO CANCEL BUT NOT CANCELLABLE STAGE..[ MEANS ALREDAY SHIPPED]
Hi Customer Name, Main aapki cancellation ki request register kar rahi hu agar aapko delivery attempt hoti hain aap usi samay doorstep par order lene k liye mna kar skte hai.
3 = WANT TO CANCEL REQUEST TAKEN [ WHEN PRODUCT NOT DISPATCH ND NOT GETTNG CNCLLED FROM OUTSIDE SF]
Hi Customer Name, Maine apke order ki cancellation request raise krdi hai aur apko iske upper further update ana wale 24-48 hours ke andar via SMS/Email ke dwara de diya jayega.
4= CANCELLED By US..
Maine apki request ke upper apka order cancel kar diya hai ! Aasha krungi aap humare saath future me bhi judhe rahenge.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
19= PRICE PROTECTON
Sir Mam, agar apko same product ka price kam show ho rha hai jo apne place kiya hai, toh aap nishchint rhe aap ise claim kr skte hai. Apse request krunga ki aap [email protected] par ek mail kre jiske subject me 'Price Protection' mention kre aur mail me us product ka order ID aur sath me usi product ka Screenshot/Image selling price ke sath humein share kre. Jese hi aap mail share krenge, hmari team apko 24 hours me revert back kregi.
|
Notes.io is a web-based application for taking notes. You can take your notes and share with others people. If you like taking long notes, notes.io is designed for you. To date, over 8,000,000,000 notes created and continuing...
With notes.io;
- * You can take a note from anywhere and any device with internet connection.
- * You can share the notes in social platforms (YouTube, Facebook, Twitter, instagram etc.).
- * You can quickly share your contents without website, blog and e-mail.
- * You don't need to create any Account to share a note. As you wish you can use quick, easy and best shortened notes with sms, websites, e-mail, or messaging services (WhatsApp, iMessage, Telegram, Signal).
- * Notes.io has fabulous infrastructure design for a short link and allows you to share the note as an easy and understandable link.
Fast: Notes.io is built for speed and performance. You can take a notes quickly and browse your archive.
Easy: Notes.io doesn’t require installation. Just write and share note!
Short: Notes.io’s url just 8 character. You’ll get shorten link of your note when you want to share. (Ex: notes.io/q )
Free: Notes.io works for 12 years and has been free since the day it was started.
You immediately create your first note and start sharing with the ones you wish. If you want to contact us, you can use the following communication channels;
Email: [email protected]
Twitter: http://twitter.com/notesio
Instagram: http://instagram.com/notes.io
Facebook: http://facebook.com/notesio
Regards;
Notes.io Team